हर एक बात पे कहते हो तुम कि तू क्या है?तुम ही कहो कि ये अंदाज़-ए-ग़ुफ़्तगू क्या है
रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं क़ायल
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है जो आँख ही से न टपके तो फिर लहू क्या है?
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है जो आँख ही से न टपके तो फिर लहू क्या है?
चिपक रहा है बदन पर लहू से पैराहन
हमारी जेब को अब हाजत-ए-रफ़ू क्या है?
हमारी जेब को अब हाजत-ए-रफ़ू क्या है?
जला है जिस्म जहाँ दिल भी जल गया होगा,कुरेदते हो जो अब राख जुस्तजू क्या है?
रही ना ताक़त-ए-गुफ़्तार और हो भी
तो किस उम्मीद पे कहिए कि आरज़ू क्या है
Mirzha Ghalib
तो किस उम्मीद पे कहिए कि आरज़ू क्या है
Udaan
Nadi mein talab hai
Kahin jo agar, samandar kahan door hai
Damakti garaz hai, sone mein agar
To jalna bhi manzoor hai
Purani daleelon, rasmon ko sabhi
Abhi se kahe alvida
Badalte dino ke tareekon se
Seechein hum naya gulistan
Ik udaan kab talak yun kaid rahegi
Roko na chod do isse
Ik udaan hi sapno ko zindagi degi
Sapno se jod do isse
Amitabh Bhattacharya
Azaadiyan
Pairon ki bediyan khwabon ko baandhe nahi re, kabhi nahi re
Mitti ki parton ko nanhi se ankur bhi cheeray, dheere dheere
Iraade hare hare, jinke seeno mein ghar kare
Woh dil ki sune kare na darre, na darre
Subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
Jo khayalon pe pehre daale woh aankhein hai kahan
Par khulne ki deri hai parinde udh ke choomenge
Aasman
Mitti ki parton ko nanhi se ankur bhi cheeray, dheere dheere
Iraade hare hare, jinke seeno mein ghar kare
Woh dil ki sune kare na darre, na darre
Subah ki kirno ko rokein jo salaakhein hai kahan
Jo khayalon pe pehre daale woh aankhein hai kahan
Par khulne ki deri hai parinde udh ke choomenge
Aasman
aasman
aasman
Aazaadiyan, aazaadiyan
Maagey na kabhi, mile mile mile
Aazaadiyan, aazaadiyan
Jo cheenay wahi,
Aazaadiyan, aazaadiyan
Maagey na kabhi, mile mile mile
Aazaadiyan, aazaadiyan
Jo cheenay wahi,
jee le
jee le
jee le
Kahani khatam hai ya shuruwaat hone ke hai
Subha nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai
Aane wala waqt dega panha hai
Ya phir se milenge do raahein
Khabar kya, kya pataa
Kahani khatam hai ya shuruwaat hone ke hai
Subha nayi hai yeh ya phir raat hone ko hai
Aane wala waqt dega panha hai
Ya phir se milenge do raahein
Khabar kya, kya pataa
Amitabh Bhattacharya
Gubbare
Aasmaan se barse bhar bhar ke
Neeley peeley har color ke
Tu khele jee bhar ke
Aye dil tujhe pata hai
Yeh lamhein aur kya hai
Jaanle kisam kisam ke hai
Gubbare
Neeley peeley har color ke
Tu khele jee bhar ke
Aye dil tujhe pata hai
Yeh lamhein aur kya hai
Jaanle kisam kisam ke hai
Gubbare
Koi thoda zyada bhara hai
Koi dheela phus padha hai
Hawa pe khada hai
Har ek mein mazaa hai
Aye dil tujhe pata hai
Yeh lamhein aur kya hai
Jaanle kisam kisam ke hai
Gubbare
Koi dheela phus padha hai
Hawa pe khada hai
Har ek mein mazaa hai
Aye dil tujhe pata hai
Yeh lamhein aur kya hai
Jaanle kisam kisam ke hai
Gubbare
Dekho toh zara yeh
Zara yeh..kaise hai
Muskurahaton ke..bahaane aise hai
Janjhaton mein doobi..doobi
Haan doobi duniya mein
Bulbule khushi ke..khushi ke
Khushi ke jaise hai
Zara yeh..kaise hai
Muskurahaton ke..bahaane aise hai
Janjhaton mein doobi..doobi
Haan doobi duniya mein
Bulbule khushi ke..khushi ke
Khushi ke jaise hai
Zara sambhalke rehna
Gumon ka pin chubhe na
Kahin na phoot jaye
Dhutt teri
Yeh pyaare se gubbare
Na phir milenge saare
Bevkoofi hogi yaar..yeh teri
Gumon ka pin chubhe na
Kahin na phoot jaye
Dhutt teri
Yeh pyaare se gubbare
Na phir milenge saare
Bevkoofi hogi yaar..yeh teri
Ek se hi kahe khele tu
Pura guchha lele tu
Sajaale mele tu
Bol kaisa lagta hai
Aye dil tujhe pata hai
Yeh lamhein aur kya hai
Jaanle kisam kisam ke hai
Gubbare
Pura guchha lele tu
Sajaale mele tu
Bol kaisa lagta hai
Aye dil tujhe pata hai
Yeh lamhein aur kya hai
Jaanle kisam kisam ke hai
Gubbare
Ke chahey jitne aur tu phulaa le
Gubbare gubbare
Haan muskuraake seene se lagaa le
Gubbare gubbare
Haan muskuraake seene se lagaa le
Amitabh Bhattacharya
बाज़ीचा-ए-अतफ़ाल है दुनिया है मेरे आगे
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मेरे आगे।
होता है शब-ओ-रोज़ तमाशा मेरे आगे।
होता है निहाँ गर्द में सहरा मेरे होते
घिसता है जबीं ख़ाक पे दरिया मेरे आगे।
घिसता है जबीं ख़ाक पे दरिया मेरे आगे।
मत पूछ कि क्या हाल है मेरा तेरे पीछे
तू देख कि क्या रंग है तेरा मेरे आगे।
तू देख कि क्या रंग है तेरा मेरे आगे।
ईमान मुझे रोके है जो खींचे है मुझे कुफ़्र
काबा मेरे पीछे है कलीसा मेरे आगे।
काबा मेरे पीछे है कलीसा मेरे आगे।
गो हाथ को जुम्बिश नहीं आँखों में तो दम है
रहने दो अभी सागर-ओ-मीना मेरे आगे।
रहने दो अभी सागर-ओ-मीना मेरे आगे।
Mirzha Ghalib
हर एक बात पे कहते हो तुम कि तू क्या है?तुम ही कहो कि ये अंदाज़-ए-ग़ुफ़्तगू क्या है
रगों में दौड़ते फिरने के हम नहीं क़ायल
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है जो आँख ही से न टपके तो फिर लहू क्या है?
जब आँख ही से न टपका तो फिर लहू क्या है जो आँख ही से न टपके तो फिर लहू क्या है?
चिपक रहा है बदन पर लहू से पैराहन
हमारी जेब को अब हाजत-ए-रफ़ू क्या है?
हमारी जेब को अब हाजत-ए-रफ़ू क्या है?
जला है जिस्म जहाँ दिल भी जल गया होगा,कुरेदते हो जो अब राख जुस्तजू क्या है?
रही ना ताक़त-ए-गुफ़्तार और हो भी
तो किस उम्मीद पे कहिए कि आरज़ू क्या है
Mirzha Ghalibतो किस उम्मीद पे कहिए कि आरज़ू क्या है
Tuesday, 29 May 2012
Neend mein
Neend mein
Mere sote hi,
Tum jagne lagi,
mere khwabon mein.
Main jaaga par,
Soya nahin tumhara khwaab
Kabhi kabhi jagna sone sa lagta hai
Aur sona jaagne sa
Jaagte hue sona,
aur,
khwabon mein khona
Aur phir neend mein jaagna,
Tumhare saath
Aaj kal mere liye aam hai
In Uninde halaton mein,
kavitayen bhi Likhi hai tum par,
Kuch sone se pahle,
kuch sone ke baad,
Aur kuch uske bhi baad.
Chetan
Well Left O' Sad One
Well Left O' Sad One
Seeing You Sad I was thinking,
Why not have some indulgence Planned.
Why not celebrate the loneliness.
Why not just roam around without any sense,
Without any direction or purpose
Why not just have an ice-cream or a useless cup of Coffee
Why not Cry a little, and be a bit more sad.
Why not see the Falling Leaves and Love a Puppy
Or why not think that Love is for Idiots.
Or otherwise why not be an Idiot.
You may be searching the Brightest colours,
and questioning the Sadness within,
trying to be tired of it...
But did I tell you that you are the Rainbow
the gloom looks very good on you.
Happiness is the Other flower,
you yourself did not choose,
And did I Tell you -- Well left 'O' sad One.
Chetan
Chetan
Labels: Kavitayen, poems aur ...
Bhagwaan aur main
Kabhi jab bhagwaan
Aur main
Dono acche mood mein hote hain
Hum har bekaar ki baat pe
Khus hote hain,
Hum dono,
chalte jaate hain saath- saath,
Kshitij tak,
Bhagwaan chup chaap,
Mand - mand hanste hain,
Aur main, kuch gungunata hoon
apne aur tumhare bare mein,
Kabhi jab bhagwaan
Aur main
Dono acche mood mein hote hain ,
Hum dono,
apni- apni mast mein,
Rahte hain
Aur chalte jaate hain,
Kshitij tak,
Woh mere saath,
Aur mein tumhare saath.
Chetan
Bhaagne ki Koshish Mein
Chetan
Bhaagne ki Koshish Mein
Bhaagne ki
Koshish mein,
Baitha rahaa shaanti se,
Aur tuti pattion se,
Koshish ki ki banaoon,
Ek naon,
Tair kar jis par,
Bhaag jaoon,
us kinare,
Jahaan tum,
Baalon mein ,
Lagaye khadi thi phool,
Saath mein le jaoon,
Ek kitaab geeton ki,
Aur kahoon ki ,
Tum gao,
mere liye,
Taki main bhi ban jaoon,
Ek khaas skahsh,
Apni nazron mein ,
Aise hi sochta,
Raha baithe- baithe,
Bhaagne ki,
Koshish mein,
Baitha rahaa shaanti se.
Chetan
No comments:
Post a Comment